Duration 5900

IPL and title sponsors over the years ipl ipl2023 tata tickertape shorts

3 107 watched
0
155
Published 19 May 2023

Download the Tickertape App: https://ttape.in/QxY5NlWXhtb #dimaaglaganazarurihai #dimaagyahalagao #tickertapehaina TATA group IPL ke naye title sponsors hai. Aaiye ek memory trip lete hai aur purane ipl sponsors ko jante hai: Sab kuch DLF IPL se shuru hua tha 2008 mein, jaha DLF ne ₹40 crore ki bid ke saath char saal ke liye title sponsorship jeeti thi. 2013 mein, Pepsi ₹396 crore ki bid ke saath title sponsor bani, lekin unhone spot fixing allegations ke chalte deal khatam hone ek saal pehle hi sponsorship chhod di 2016 mein Vivo scene mein enter hua, unhone BCCI ke saath ₹100 crore mein do saal ki title sponsorship li. Jisse Unhone 2018 mein ₹2,199 crore ki bid ke saath paanch saal ke liye renew kiya, lekin Bharat aur China ke beech badhti hui tensions ke chalte, 2020 mein unhe withdraw karna pada. Dream11 ne ek saal ke liye ₹222 crore ki bid ke saath title sponsor banne ka kaam kiya, lekin VIVO ne 2021 mein wapas aaya yeh soch kar ki sab nipat chuka hai lekin unhe phir se exit karna pada. Rahi baat women’s ipl ki toh Tata ne unke inaugral year 2027 tak title sponsorship ki deal ki hai, aisi hi aur information ke liye aaj hi tt ke channel ko subscribe kare.

Category

Show more

Comments - 3